Nojoto: Largest Storytelling Platform
principriya1587
  • 38Stories
  • 45Followers
  • 479Love
    2.3KViews

Bhanupriya

Unstoppable ❤️

  • Popular
  • Latest
  • Video
f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Rukh mod liya ushne ta humne bhi unhe jaane diya... 

Hann mana tut kar chahte thee kabhi par iski matam zindegi bhar manaye koi gunah thodi kiya....

kabhi anshuyon se pehchan dete thee hamari isque ki ...

par aaj phirse muskurakar khud ko fakra se betahasha chanhe walon mein se ek maan liya...

Arey  aasique hain hum gunhegar thodi isque se naata firse humne bhi jod liya .....

©Bhanupriya # Isque se naata firse jod liya...

# Isque se naata firse jod liya... #Shayari

10 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Tumhe mangu ta mangu kya tum mere ho itna hi zindegi ke liye kafii hai na...*

Agar dena hai kuchh ta bas itna jorur dena.., 

Akhri sans tak meri sath dena...,
Meri naam ke aage tumhara naam dena aur
Iske sath thodi si wofa dena.....,

Mein mehnge tofon ke pichhe bhagne wali mein se nehi huin.......,

kabhi kuchh dene aao ta tumhare pasand ki ek joda jhumka le aana......*

©Bhanupriya # kabhi kuchh Dene Aao ta tumhare pasand ki jhumka le aana..

# kabhi kuchh Dene Aao ta tumhare pasand ki jhumka le aana.. #Shayari

16 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Tumhe mangu bhi ta mangu kya tum mere ho itna kafii hai na.....*

kuchh dena ho toh itna jorur dena....,

Bas akhri sans tak meri sath dena....,

Meri naam ke aage tumhara naam dena aur
iske sath thodi si wafa dena....,

Mein woh mehge  tofon ke pichhe nehi bhagti...,

kabi kuchh dene aao toh tumhare pasand ki ek joda jhumka le aana .....*

©Bhanupriya # kabhi kuchh Dene Aao ta tumhare pasand ki jhumka le  aana..*

# kabhi kuchh Dene Aao ta tumhare pasand ki jhumka le aana..* #Shayari

16 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Tu sabar ta rakh ye anchaha bakt bit jayega,,
Ye kali raat tujhe gale laga kar rosni ko talash ne ki junun tujhme bhar hi dega.. 

Tu himmat ta kar kante jaise dikhne wala raste ek neyi pehchan deke tujhe manzil tak le hi jayaga...

Tu thoda khud ko aaine mein dekh ke muskurana ta sikh, dekhna uski andar wo mashum bachha v khud ko hasta khelta zindegi jeena sikha hi dega..

Tu khud ke upar bharasa ta rakh logon ki bakt aata hai tera ta daur aayega....

©Bhanupriya # logon ki bakt aata hai Tera ta daur ayega...

# logon ki bakt aata hai Tera ta daur ayega... #Knowledge

11 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Tere seher mein geyi thi anjaan banke, pata nhi kya dekh ke tune  teri naam se wahan mujhe mashur bana diya..

Akhon se chhune tak ki baat thi, par pata nhi kaise teri isque ne meri ruh ko hi tera bana diya...

Ish dil mein sab kuchh  thaa teri alawa, par pata nhi kaise teri akhon ki ek  jhalak ne ish dil ki har ek kone pe kabja bana liya..

Suna tha khali haat koi nhi laut ta teri seher se, 

par mujhe koi ye ta bataye tune kyuin meri mann ko teri seher se kabhi laut ne ka mauka hi na diyaa...

©Bhanupriya #kyuin kabhi Laut ne ka mauka hi na diyaa..

#Kyuin kabhi Laut ne ka mauka hi na diyaa.. #Poetry

15 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Abhi ta tere dil ki kinaro par hi khodi huin,Uske andar jake  khud ko tujhme mitana baki hai...

Abhi ta tujhe sirf dil ne apna mana hai,Tere khatir puri ruh se sringar karna baki hai.....

Abhi ta sirf tere ek jhalak se hi dunia theher si geyi hai,Teri ush akhon mein hi dubke sari umar guzar na baki hai...

Abhi ta tere kheyelon mein khoi si rehti huin, Ese khoi rehte rehte hi khud ko kheyal bana na baki hai.....

©Princi Priya Tere kheyal mein khud ko hi kheyal bana na baki hai ..

Tere kheyal mein khud ko hi kheyal bana na baki hai .. #Shayari

11 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Hann bohot narazgi hai tujhse..
kyuinki tu har baat sunta ta hai par samne aake kabhi kuchh bolta hi nehi..,
Sabse niswarth pyar tu hi ta karta hai par kabhi aake jatata hi nehi ...,
Jab bhi tutke bikhar jati huin firse sambhal ne ki himmat ta deta hai ..
par paas aake  gole laga ke anshu kabhi pochhta hi nhi...,
Sob kuchh janta hai tu fir v kuchh na janta  jaisa nautanki teri abhi tak geyii nhi...
Hann bohot narazgi hai tujhse ....
khyuin ki lakh pukar ne par bhi tu kabhi milne aaya hi nehi ..

©Princi Priya # Bohot narazgi hai tujhse kyuinki tu kabhi milne aaya hi nhi..

# Bohot narazgi hai tujhse kyuinki tu kabhi milne aaya hi nhi.. #Shayari

12 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

Pichhe mud kar mat dekh ee
zindegi aage abhi bohot khubsurat safar baki hai...
Bite hue kaal ki fikar mein aaj ko mat kosh zindegi teri sabse unchi udaan abhi baki hai..
khoya hua jo bhi hai bite kaal mein ushe bhi jyada beheterin chiz pana baki hai..
Abhi ta sirf kuchh pal hi jiyaa hai tune   abhi ek aur khubsurat mausum ka aana baki hai ..

©Princi Priya #Abhi bhi baaki hai ..

#Abhi bhi baaki hai ..

13 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

kya ho tum jab se aaye ki jane ki naam hi nhi lete ho...

kyun aaye tum job khwab se utar kar hakikot mein nhi aate ho..

 pyar koi dafa hua hai tumhare aane se pehle par tum aake isko kyuin akhir dafa ka naam dete ho...

Bohot narazgi hai tumse kyuin ki tum mere ho jante hue v aane mein kyuin itna der kar te ho....

©Princi Priya # kyuin aane mein itna der karte ho..

# kyuin aane mein itna der karte ho.. #Shayari

18 Love

f0c38da58373f06d00fcdc1b3d5c45dc

Bhanupriya

⚡Pankh mela kar udna chahti huin, Par ye peron mein bediyan dalne ki rasme mujhe udne nhi dee raha...

# Khula aasman ko apna ghar banana chahti huin, Par andhera kamra ko hi mujhe apna ghar bataya jaa raha...

# Khud ki pankh ki sahare pura assman laghna chahti huin, Par aur kisi ke sahare udan bhar ne ki parampara mein mujhe bandh ne ki kosish kiya jaa raha....

# Udne ki himmat dene umar mein meri ye nazuk pankhon ko kaata jaa raha..!! ??.!!
🌟 Par haar maan ke beith jane parindon mein se nhi
 huin mein ;# khudaa ki baste wo din ayega !!

#Pankh meri itni majbut hogi , Na mujhe rok payega ye
 rosme riwaj ki bediyan ...
Na andhera kamra meri ghar hogi....

# Sara aasman ko laghne ki himmat aur Puri jamin ko apna banane ki jajwa hogi...

# Ek din eisa jorur ayega jis din khud ki pankh mein befikar hoke udne ki kabil ban jaungi....

©Princi Priya Ek din jorur befikar udne ki kabil ban jaungi..

#alone

Ek din jorur befikar udne ki kabil ban jaungi.. alone

13 Love

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile