Find the Latest Status about ab kya soche kya hona hai lyrics from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ab kya soche kya hona hai lyrics.
Abid
Soch lena chahiye tha na Muhabbat karne se pehle... Ab pachta ke, kya faayda??? Pinterest. 🎶 Ab kya soche Kya hona hai Jo hoga Accha hoga. Pehle socha Hota paagal
KUNWAR DIPANKAR
Dekha hua sa kuchh hai to socha hua sa kuchh, Har wakt mere Saath hai uljha hua sa kuchh. Hota toh hai raasta par khulta Nahi Kahi, Jungle sa phail jata hai khoya hua sa kuchh. Unn palko pe geeli reet pe bachho ke khel sa, Har lamha mujhmei banta bikharta hua sa kuchh. Fursat ne aaj Ghar ki sajaya iss tarah, Har shaam se muskurata hai rota hua sa kuchh. Dhundli si ek Yaar Kisi kabra Ka Diya hai, Aur mere Aas-paas chamakta hua sa kuchh. Sochte Sochte kya sochne lag jaate hai wo aisi Soch hai Jo soch ke bahar hai..
M.Alam. Ansari
Socho jara ab is dil ka kya hoga,,, Jo ek pal ke bhi judae gawara nahi karta tha,, ab use umr bhi tanha zina parega,, Socho ab is dil ka kya hoga
Janvi Singh
दिल की धड़कने बढ़ जाती हैं जब dil ki badh jaati hai jab khayal Tera aata hai kisi Ka hona Kya hota hai
Naushad Ahmad
Aapka Hona Kya Hota Hai #NojotoPhoto
Jay Raj
Chittaranjan Das
Sahidon k dukh me gire har aansuon ko Ab barood me badalna hai mita de tumah naam-o-nisaan Ek aisi jang mai jana hai Naseeb na ho kal ki subha Ek aisi raat unko tofe me dena hai Kya chiz hai ye Indian Army ab Pakistan ko ye dikhana hai #NojotoQuote ab dekho......hota hai kya #IndianArmy
Chittaranjan Das
Khate ho tum India ki Phir v, Pakistan ka geet gungunana hai Kya chiz hai ye Indian Army Ab Kashmir tumko dikhana hai Jitna rooin hai un Sahidon ki maaon ne Ab uska dash guna unko rulana hai Kya chiz hai ye Indian Army Ab un Aatankbadion ko ye batana hai ..........to be continued #NojotoQuote #IndianArmy ab dekho kya hota hai