Find the Latest Status about afsane ki tareef in urdu from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, afsane ki tareef in urdu.
Krishnendubach
Zindagi ke ajib falsafa hai! Har fasane mein to hai, Par zikr kahin pe bhi nahi... #zindagi #falsafa #zikr #afsane #afsana
Ekta Gawas
Hum ab Tere afsane likha nahi karte, Bat Dil Tak to aajati hai par ab unhe panno pe uatara nahi karte, Ha hai tu ab bhi isi Dil me par ab hum bhi pehele jaise unhe jataya nahi karte Afsana #afsane#dil#bate#pyar#nojoto#nojotohindi
Piyu
अफ़साना Tera mera bhi aesa tha afsana Jisko tha ek din bikhr jana Pragati #Afsana Afsane ab nhi hai kisi Ko sunane
Dr.Madhumita Mulia
Kahin kisi roz, Fizaaon mein goonza tha, Chahat ka koi afsana. Ab bhi woh kahani, Dohraa raha hai. Mausam tanha tanha sa. ©Dr.Madhumita Mulia #Afsana #Afsaane #Chahat #kahani #mausam #Tanhai #tanha
Prem Kumar
कब तक मैं दूसरों से बात करूं, खुद की तारीफें सुनने के लिए। तेरे होते हुए ये करना, फिर भी लाज़मी हो गया। झूठी ही पर कर दिया कर तारीफें मेरी, लगेगा तेरी तरह खुदा ने मुझे भी इंसान बनाया है। tareef ki guhar
Aadil Rasool
bht mukhtasar ye zindagi ka fasana hai. kuch lafzoon py tameer ik ashiyana hai. mai tumhain kesy bataon zindagi hai kiya. roty huwy aye thy rulatay huwy jana hai. kuch pal jee lain, bs yahi zindagi ka khazan hai. #zindagi ki tareef
Shoaib Akhtar
kya khoob hae wo naam e mohhamad mustafa jo usdin bhi sath denge jab ham nafsi nafsi khenge Mohammed ki tareef