Find the Latest Status about aaj ki from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aaj ki.
saurav pandey (king SAURA'v)
aaj ki khushi deakhoge to sayad kl rona pad jaega leakin kl ki sochoge to puri zindagi khushiyon se bhar jaega aaj ki
Deepika panchal
Aache insan k sath hi hmesa bura hota h agar aapke sath kuch bura ho raha h to samj lijiye ki aap bhut aache insan h aaj ki life
Dhiraj Singh
#Aaj ki raat# Aaj ki raat tere yaadon ko sanjoya mai ! Na thik se jaga Na thik se soya mai ! Puri raat bs roya mai bs roya mai ! Yu to umar bhar ka saath khoya mai ! Pr wo sb ehsas sanjoya mai Aasu nikl rahi gadde bhing rhe the phir pocha or roya mai ! Sayed aaj ki raat na jaga na soya mai ! Tere saath bitaye har lamha saath rakha hai Dekh pagli aasu nikl rhe or yaad tera rakha h ! Lamha lamha ko khoya mai ! Aaj ki raat na jaga na soya mai ! Sach btau dil lgi thi tujhse Ehsas v tha pr dar ka saath v tha ! Aaj ki raat bhut kuch khoya mai Na thik se jaga na soya mai ! Aaj ki Raat ##