Find the Latest Status about aaj hai jagrata mai ka from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aaj hai jagrata mai ka.
Satyajeet Roy
Ai kaash kabhi yun aisaa huaa hotaa Dure zindigi me yadi mai na mai hotaa Aaj ke daur ka shaayad ainaa hotaa Rooh se meraa insaan mujse door hotaa Apno me hotaa rooh unse judaa hotaa Kaise kahdu mai tab khushnaseeb hotaa Jab meraa khudaa meraa ainaa na hotaa. ©Satyajeet Roy #Aaj ka daur aur mai
Hemant Shukla
Alone and Happy mai mushafir hoon yaara... abhi nhi hoon zindgi se haara, chal rha hoon saadgi se safar ko yaara, kisne bola zamane mein mai tha bechaara?? mai mushafir hoon yaara waqt ka safar hai ye manzil se pyara... phir kya fark padta hai duniya na bole hame tumhara... mai mushafir hoon aaj ka yaara, fir kya fark padta hai kl tak mai bhi tha zamaare mein haara. ye mera safar hai,meri manzil hai yaara... tera sath hai bas yehi hai zindgi ka sahara. mai mushafir hoon aaj ka yaara... kya tajurba hai zindgi se tumhara?? kya tajurba hai tumhara? mai to mushafir hoon aaj ka yaara....