Find the Latest Status about aaj ka raaz from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aaj ka raaz.
Shinawar
Yun hi sada laga di thii aa kar tarang mein' yaan kaun muntazir hai kisi ke jawaab ka..! ● Raat ka raag suno ..!
Piyu
Smay dekh rhi.... Phle raato ko jagkr raat gujarti thi Jane ku aaj chahti hu din hi na ho Tere bin ek pl bhi na jiu Pragati Aaj ki raat sath ho aap
bunny sharma
Sab Kama ke sab lutana chahta hun, Khud se ladke khud Ko hi jitana chahta hun. khud ki Khushi, khud ka dukh, khud ki takleef, Or apne dard par , khud hi marham lgana chahta hu . Koi utha na skhe mere pe, Garib kah kar ungali, Itna kamana chahta hu. Sabko Lage kala dhan Sabko Lage kala dhan Itna kamana chahta hu. Ha main. Sab Kama ke sab lutana chahta hun, Khud se ladke khud Ko hi jitana chahta hun. ©bunny sharma aaj ka aaj kal ka aaj
Dikshita
Jaane kya raaz chhipaaye baithi hai ye raat apne zehan mein Jaane kya kya khaab saja rahi hai, khoyi dhyan mein Taaron ke beech ye chandani ki roshni ke sang Jaane dikhaayegi neend mein ye kon konse rang Andhere se bhale hi bhara ho aasmaa De rha phir bhi janam har armaa Ban rhi hai nyi kahaniya Iss chand aur taaron ke mel mein!!! # raat # raaz