Find the Latest Status about anilkumar facebook from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, anilkumar facebook.
अnil कुmar
Ye kaisi galti kar rha hu main Usko behad yaad kar rha hu main Jo mera tha hi nhi kabhi Usi ko khone se dar rha hu main… #anilkumar
अnil कुmar
Aawara hawa ka jhonka hu main Kahi se bhi guzar jaunga Chahat ka behta dariya sa hu main Kahi se bhi veh jaunga Khayal to apna rakh lunga main Tumhara khayal kon rakhega ye socho tum Mere pyar ko to mazak hi samjha tumne Tumhe ab kon pyar karega ye socho tum Mere Haq main dua karne wale bahut hai Tumhare haq main dua kon krega ye socho tum Main to mar kar bhi zinda reh jaunga shayri main apni Tumhe apne alfazon main kon zinda rakhega ye socho tum Mohabbat ke bazar gir rhe hai aj kal Tumhe is bazar main kon upar uthayega ye socho tum Main to mar kar bhi zinda reh jaunga shayri main apni Tumhe apne alfazon main kon zinda rakhega ye socho tum… #khayal #anilkumar
अnil कुmar
मुझे बेचैनी क्यों रहती है उसके बिना सारे जहान में एक बस वही था क्या । #jahan #anilkumar
अnil कुmar
Meri raaton ki neend kharab karke Tum har raat chain se so jaati ho Koi itna bekhabar kaise ho sakta hai Kash in raaton ke sannaate ka ehsas tumhe bhi hota Kash tumhara apna bhi koi sota tumhe jagta chhod kar Fir main karta tumse sawal tumhara jawab kuch na hota Tumhari aankh se nikalta aanshu aur main sab kuch samjh jata… #yqdidi #anilkumar