Find the Latest Status about aanay from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aanay.
ananya singh
Every next level of your life will demand a different you quoyes #aanayna singh
The End ختم شُد
جب انسان کا امیری اور خوبصورتی کا غرور ٹوٹتا ہے تب اُسے خُدا بھی یاد آنے لگتا ہے Jab insaan ka ameeri aur khobsorti ka gharoor tootta hai tab use Khuda bhibyaad aanay lagta hai
Danial Sumbul
Ik tu tirchi nazar Us pe baali umar Khud mein jaari hun main Hai musalsal safar Aanay walay smbhal Dil ki aahat se dar
Tariq Iqbal Haavi
Mohabbat Mein Dagha Doon Ga, Kabhi Tum Sochna Mat Yeh Tumhein ik Din Bhula Doon Ga, Kabhi Tum Sochna Mat Yeh Meri Jitni Mohabbat Hai, Sabhi
Faqeer (Sheraz Ahmad)
Teray aanay ki khushi mein itna bhi na socha ab ki baar teray anay ki wajah kia hai? Yeh jo jita rahay ho pyar mujhpe bar ha tum Btao theek ho?? Akhir tumhein hua kia hai? Wo barham lafz wo teri berukhi jo mujhse thee Kyn Achay hogaye ho? akhir yeh majra kia hai? Kia kuch rehta meray pass jo tumhara hai? ya koi raaz hai, akhir yeh daastan kia hai? Mujhy bechain krti hai tumhari besabab ulfat Pareshaan hun k akhir ab tumhein hua kia hai? Main manzil to nahein hu apki najanay Phir Yeh ab ki bar is manzil ka raasta kia hai Faqeer ab k baras kia sitam krein gy wo Main sab to seh chuka, akhir ab naya kia hai? Teray aanay ki khushi mein itna bhi na socha ab ki baar teray anay ki wajah kia hai? Yeh jo jita rahay ho pyar mujhpe bar ha tum Btao thee
Jûñãîd Ãlî