Find the Latest Status about alwida mahe ramadan from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, alwida mahe ramadan.
RAHIDSHAIKH
Wah Ramzan teri ruksat ko salam. Jate jate Asman ko b Rula Diya, aur hum is ko barish samajtey rahagaye Alvida Alvida Mah e Ramzan.🌙 Alwida Mahe Ramadan
Sanam saifi
ya allha..meri dua qabool kar. hum gunahao se touba karte hai. 🤲🤲🤲 ya allha hum tere liye hi toh sajda kare hai...🙇♀️ hum touba karte hai.. hum touba kare hai... ©Sanam saifi alwida mahe e ramdaan.... #RAMADAAN
Nisar Ka Gyan
Kitni Jaldi Yeh Armman Guzar Jaata Hai, Pyaas Lagti Nahi Iftaar Guzar Jaata Hai Hum Sab Gunahgaaron Ko Magfirat Kar Ya Allah Ibadat Hoti Nahin Aur Ramzaan Guzar Jaata Hai. ©Nisar Ka Gyan Alvida Mahe Ramadan #Nisarkagyan #AlvidaJumma #ramadan
_mominan_0786_
RAMADAN 8..... ask ALLAH constantly for forgiveness 💙 ©mominan 0786 #ramdan #RAMADAAN #8 #Dua #Blessed #New #ramadan #allah #Prayers #RAMADAAN
Vandana Yadav
मेरी जात, मेरा धर्म ये सब बाद की बात है या अल्लाह अभी मेरा देश मुसीबत में हैँ उसकी हिफाज़त करना.. ameen🙏 ©Vandana Yadav mahe ramdan dua kubool ho.. #RAMADAAN
Rupalee Gajbhare
Na wo Sehari ki sunnat Na wo Iftari ki barkat Na Roze ka Farz Na namaze karz Na Magreeb ki Shiddat Na wo Fazr ki Shohrat Na Azan ki Rehmat Na wo Sajado main Jannat Ki kaise kahu kya kya Nahi tha uss ghadi uss Paigam main Kya batau lafz mukhtasar hai Mashallah Raunak hi Raunak Thi Mahe Ramzaan main #Alvida mahe Ramdan #sehari #iftari #namaz#dua