Find the Latest Status about aaj ka ipl from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos.
bunny sharma
Sab Kama ke sab lutana chahta hun, Khud se ladke khud Ko hi jitana chahta hun. khud ki Khushi, khud ka dukh, khud ki takleef, Or apne dard par , khud hi marham lgana chahta hu . Koi utha na skhe mere pe, Garib kah kar ungali, Itna kamana chahta hu. Sabko Lage kala dhan Sabko Lage kala dhan Itna kamana chahta hu. Ha main. Sab Kama ke sab lutana chahta hun, Khud se ladke khud Ko hi jitana chahta hun. ©bunny sharma aaj ka aaj kal ka aaj
Shahid Ali Khan
80 Crore Log Jis Desh Mein Sarkari Rashan Pe Zinda Hai Us Desh Ke Log Videshi Cricket Khiladiyo Ko 16'17'18 Crore Mein Khareed Rahe Hai Ye Hamare Desh Ka Kadwa Sach Hai ©Shahid Ali Khan #IPL #Ka
Gohil Harshrajsinh
pani se nahate hai woh to sirf itihas padhte hai, 💫 aur jo pasine nahate hai wo itihas likhte hai🌎🔱 ©Gohil Harshrajsinh IPL KA DIWANA #IPL #khaab
saim kushwaha
ye hai india ka tauhar ©Sandeep Kushwaha #IPL India ka tauhar ipl