Nojoto: Largest Storytelling Platform

New akhlaq lynching Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about akhlaq lynching from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, akhlaq lynching.

    PopularLatestVideo

Prem Bandhu(बन्धु_उवाच)

आस्था के नाम दिल को खूब बहला कर फुसला कर
हर उस मौत से आंख फेर हम भी मुर्दादिल होते रहें
लाश क्या चीथड़ों को भी मजहबी कफन में बांट कर
लोकतंत्र के जड़ के  लिए  हम भी हलाहिल होते रहें

✍️"प्रमद"        ©️ बन्धु उवाच #lynching

shaghaf Nawaz

mob lynching #Shayari

read more
Ek waqya

Use Mai waqya kahu ya kahun koi hadsa
Ya phir kuch na kahu 
Chupalu kisi Raaz sa
Wahan pe chalte hue logo ne jab muh nahi khola 
Use marte hue dekha magar koi kuch nahi bola
Phir akhir mai kyu bolu kuch bhi 
Behre hain kaanwale yahan jab sabhi
Koi kehta hai ghalti hai ye hukmaraaon ki 
Koi kehta hai basti hai kaaayaron ki
Isi me phir panapti hai ek bheedh kahi se 
Jo kehti hai nikaalo inko Abhi yahin se
Koi kehta hai deshdrohi
Koi kehta hai dharm virodhi
Maqsad hai bas jaan lena 
Wajah chahe jo bhi
Sir pe sawar hai khoon sabke 
Kaise ubal rahe hai junoon sabke
Ye dekh khuda bhi sochta hoga 
Uska bhi Mann ab kachotta hoga
Jo banaya tha woh toh rahe ab nahi
Insano me hi ab insaniyat sabab nahi
Qatl ko wo qatl na smjhein 
Lahoo ko lahoo nahi
Tum dekh skte ho beshak
Bas lekin kuch kaho nahi

Khamoshi se dekho manzar
Kahin khoon se lathpath khanjar 
Lekin bas chup rehna hai

Ye dekh k tum sehna hai
Jo Zara sa bhi zameer tumhara sawal uthayega
Ye jaanlo k jaan pe tumhari bas ab Bawal aega
Isilie bas waqya kaho 
Ya phir kehdo hadsa

Ya phir chupaalo usko tum 
Jaise koi raaaz sa mob lynching

shaghaf Nawaz

mob lynching #Shayari

read more
mute video

Prem Bandhu(बन्धु_उवाच)

उनकी हरकतों पर मौन रह हम भी कातिल होते रहें।
बड़े ही शौक से बुज़दिलों में हम भी शामिल होते रहें।
टोपी, तिलक, खान पान, पोशाक से सब पहचानकर
उन जाहिलों की जमात में हम भी दाखिल होते रहें। 

✍️"प्रमद"        ©️ बन्धु उवाच #Mob #lynching

FAISAL AHMED

#Mob #lynching

read more
Bahut khosis nafrateein 
meetani ki
haar baar buraee jeet
jatti hai
kab hoga savera
andehro me hi 
zindagi katti ja rahi hai #mob #lynching

Roshani chalke

#palghar mob lynching

read more
या तो समान न्याय मिलें,
या शिव का तीजा नेत्र खुलें....



#palghar mob lynching #palghar mob lynching
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile