Find the Best Waha Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about yaha waha hai tu lyrics, yaha waha hai tu, chal waha jate hai, chal waha jate hai ringtone pagalworld, waha tufan bhi har jate hai,
Abhinash Prasad
brar saab
जहाँ हतोड़ा चलना चाहिए, वहाँ हाथ थोड़ी चलेगा, अकेला ही ठीक हूँ, शेर अब कुत्तों के बीच थोड़ी चलेगा… Jaha hathoda chalna chahiye, Waha hath thodi chalega, Akela hi thik hoon, Sher ab kutto ke bich, thodi chalega… ©brar saab #BhaagChalo #जहाँ हतोड़ा चलना चाहिए, #वहाँ हाथ थोड़ी चलेगा, #अकेला ही ठीक हूँ, #शेर अब कुत्तों के बीच थोड़ी चलेगा… #Jaha hathoda chalna chahiye, #Waha hath thodi chalega, #Akela hi thik hoon, #Sher ab kutto ke bich,
Mmm malwinder
mana duniya selfish hoti hai pr madad to wohi lene aati hai yaha uusei pata hai k uuske hath khali nahi jayegi agar pata hota yaha kuch nahi milna to waha aati hi q...🤔 ©Mmm malwinder #waha#
فيض احمد خان
#Waha shor-o-gul nahi, waha sannatedar virana hai................#Waha koi humdard nahi, waha akele hi ask bahana hai................#Waha waqt ki koi killat nahi, waha lamba waqt bitana hai.................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai..............#Fir kaisi ye lut-khasot, fir kyu ye chori-chamari hai..................#Fir kaisi ye baimaniya, fir kyu paiso ki mara-mari hai.................#Kuchh nahi jayega waha, sab yahi rah jana hai................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai..............#Jane kyu hai khud pe gurur itna, jane kis bat ka guman hai..............#Fanna ho jana hai khak hokar, are aakhir tu bhi to insan hai..................#Kar logo se eqkhlaq achhe, yahi aakhrat ka khajana hai...................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai..............#A nadan nadani chhod ab, chal uth akl se kaam le.................#Paancho waqt ki namaz padh aur Allah ka nam le.................#Aakhir Nabi ka hi naam lekar tujhe khudko bachana hai................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai.................... *✍* ©Faiz Ahmed Khan #Light
shubham rawat
kabi yaha toh kabi waha bhatak rha hu ye logbaag haal puchate hai mera kaise batao kitna tuta huwa hu main #sunrays #yaha #waha #tuta
usha
subha hui teri khushboo se nid dhli teri khamoshi se aise kaise bani hai tuu kya khuda ne banaya hai tujhe badi fursat se...! usha... ✍ #waha kamal hai..
anmol Chaturvedi
zindge sabko ek moka deti he jab hmre bare ai to zindge ne apne rule hi badal diye waha waha anmol chaturvedi bhai tera sharyar ho gaya ......
sana
Roz gujarte hain waha se jaha pehli baar mile the.. ki shayad kabhi tum waha milne aa jao.. aur kaho ab nhi raha jata tumahaare bagair...... #sana #alone
Pallavi Pankaj
kho hme phir pa n sakoge jaha hm hoge waha aana sakoge har pal masus to kroge lekin pr hm hoge waha jaha se hme phir bhula na skhoge.........
Do-char-bate.
Suna hai Kbhi un galio ke Bare me jaha koi Roshani ni rahti bas kaali raat rehati hai.. Koi majboori to koi Bechhari rehti hai. karte ni bate hum waha ki samne sabke pr waha bhi humme se hi kisi n kisi ki behne rhti hai..