""
"World Poetry Day 21 March Bade arse k bad Kuch daulat hath aayi he
Kal tak tha Jo sukha Mann,
Aaj gehra pani hai,
Rang saaf h pani ka , man Jo saf he
Dekhu kya ! Doob k paisa pani hai !
Agr nikla to fir apni kahani hai
Nahi to na sahi , ek din to sab ki jaan jani hai
Kismat ki hi to khani h , Kaha beimani hai,
Sadiyo se Jo zari hai ,
Yhi meri zubani h , juaa bada bhari hai
Sadiyo se Jo zari hai...
Aap batao aap ki kya kahani hai ?
Kari jo manmani , jannat he jindagani
Kabool kr hr nakami , nakami ki hi narazi
Aas bas ek mile Kuch sabashi
Khoya maan , khoye usul. befizul
Yahi to nakami hai
Sadiyo se Jo zari h juaa bada bhari hai."