Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Bataya Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Bataya Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about bataya to tha in english, bataya hai, bataya to, bataya jata hai, bataya ki,

  • 35 Followers
  • 149 Stories
    PopularLatestVideo

Mmm malwinder

mute video

Ashish panwar

humne raaz dil ka jisko bhi bataya hai...
har us sakhs ne
humara fayda uthaya hai... #Memories #raaz #dilka #ussakhs #fayada #bataya #sayari

Mahi Ansari

#Bataya THA USNE❤

read more
mute video

Nisha Verma Chaudhary

never ending

read more
Usne kabhi kuch bataya nahi
pyar krta h muzhse pr jataya nahi 
toot kr jb o bikherne lga
tej barish m bhi jb o jalne lga
pas aya o mere aur lipat sa gya
mai bikhra hu kitna jataya nahi
usko malum h mai hu usi ki sada
fir bhi dil ki ye batein bataya nahi never ending

रावण बाबा

sab moh Maya hai Pari aggarwal Bhavana Pandey Nilima Majumder Subhadra Kumari Tripti Rai

read more
mere acche waqt ney
duniya ko bataya ki
mai kaisa hun 
aur mere bure waqt ney
 mujhe bataya ki
duniya kaisi hai


_रावण बाबा_ sab moh Maya hai  Pari aggarwal Bhavana Pandey Nilima Majumder Subhadra Kumari Tripti Rai

Naziya M.

#Spooky #bynaziya Itni tez baarish thi ki meri aankhien hi nahi khul pa rahi thin.Boss ko bhi aaj hi saare kaam yaad aa gaye the.Mein office k bahar cab ka intezar kar rahi thi.Andhera gehra hota ja raha tha.Mere pas chata ya raincoat bhi nahi tha lihaza mein parking shade mein khadi hokar intezar karti rahi.Badi der baad ek taxi aakar ruki.Mein dodtey huye us taxi mein ja bethi.Mene driver se mall road le jaane ko kaha.Usne gaadi start ki or mein apne mobile phone per idhar udhar ki chizen de #nojotophoto

read more
 #spooky

#bynaziya

Itni tez baarish thi ki meri aankhien hi nahi khul pa rahi thin.Boss ko bhi aaj hi saare kaam yaad aa gaye the.Mein office k bahar cab ka intezar kar rahi thi.Andhera gehra hota ja raha tha.Mere pas chata ya raincoat bhi nahi tha lihaza mein parking shade mein khadi hokar intezar karti rahi.Badi der baad ek taxi aakar ruki.Mein dodtey huye us taxi mein ja bethi.Mene driver se mall road le jaane ko kaha.Usne gaadi start ki or mein apne mobile phone per idhar udhar ki chizen de

Shi.....ya

daughters waords

read more
Tumne hi chalna sikhaya,tumne hi padhna sikhaya
tumne hi bolna sikhaya
tumne hi to waqt aane par khud ke liye 
ladna sikhaya
fir aaj kyo rok diye mere kadam papa
kya meri zindagi yahi khatam papa
papa papa kahte zubaan na thakti
aaj sochna padta h ki aap hi ho ya koi aur h papa
aapne hi to bedhadak bolna sikhaya 
fir aaj kyo rok diye mere kadam papa
kya meei zi dagi yahi khatam papa

kahte the ki badi hokar naam karegi roshan 
fir bi a pooche kyobkar diya paraya papa
zindagi ke iss mod ka to raasta bhi nahi bataya
jis raaste ka pata bataya wahi se kyo muh mod diya papa

kyaeri zindagi yahi khatam paappa????
?????? daughters waords

Nilesh pal

Mere aache waqt ne 
Duniya ko bataya 
Mein kaisa hu. 
Aur mere buure waqt ne 
Mujhe bataya ki 
Duniya kaise h.  #inspirational #shayari #motivational #quotes

Nitin Sharma

ki kabhi aapko bataya ek andhere kamre ki tarah tha aap aagye the waha ek ujale diye ki tarah har mod per bhatak jata tha aapke isaara kar Manzil ka pata bataya hai kabhi bataya mein ke mein ek andhere kamre ki tarah tha Insta @nitin_sharma8

read more
mute video

Md Aslam

mere acche waqt ne duniya ko bataya ki main kaisa hun

read more
The world is full of mere acche waqt ne duniya ko bataya ki main kaisa hun aur mere bure waqt ne mujhe bataya ki duniya kaisi hai. mere acche waqt ne duniya ko bataya ki main kaisa hun
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile