Nojoto: Largest Storytelling Platform

Umadte baadal ne jab suna kissa Mera Bilakh pada

Umadte baadal ne jab suna kissa Mera 
Bilakh pada sun Kar jeewan ka ek hissa Mera. 

Madhyan Suraj ne Jo dekha hissa Mera 
Jal utha Dekh Kar wo kissa Mera.

Behti nadiyon ne Jo piya jeewan ka hissa mera
Ufan padi dard see ji Kar jeewan Mera.

Khadi chattano ne Jo jiya dard Mera
Toot Kar bikhar Gaye seh kar marj Mera.

Yahi hai jeewan ka kissa Mera 
Yahi ha dard me hissa tera.

- 'Enlove' Gaurav kissa jeewan ka
Umadte baadal ne jab suna kissa Mera 
Bilakh pada sun Kar jeewan ka ek hissa Mera. 

Madhyan Suraj ne Jo dekha hissa Mera 
Jal utha Dekh Kar wo kissa Mera.

Behti nadiyon ne Jo piya jeewan ka hissa mera
Ufan padi dard see ji Kar jeewan Mera.

Khadi chattano ne Jo jiya dard Mera
Toot Kar bikhar Gaye seh kar marj Mera.

Yahi hai jeewan ka kissa Mera 
Yahi ha dard me hissa tera.

- 'Enlove' Gaurav kissa jeewan ka