Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jana kidar tha na jane kaha badh raha hu, dusro ki

Jana kidar tha na jane kaha badh raha hu, dusro ki kismat likhni thi khud ki lakirey padh raha hu. Gussa sabse hu padh khud se ladh (lar) raha hu, haasil to nahi kiya kuch fir kya khone se darr raha hu.
In dhadkano par mat jao, zinda hu magar andar se mar raha hu. Mandeep

©Mandeep Singh Arora.
  #TRUTH OF LIFE INSPIRATION

#Truth OF LIFE INSPIRATION

344 Views