Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek Badal awara sa, firta mara mara sa, sahsa ek di

Ek Badal awara sa, firta mara mara sa, sahsa ek din ruk jata h, thoda sa jhuk jata h, puchti h jab hawa ussey ki tujhe kya hua, muskura jata h, Hawa kahti h pagle kahi mera shak to sahi nhi, kahi tujhe vahi manushyo wali bimari to nhi ho gai, kahi tujhe pyaar to nhi ho gya, vo haami bhar deta h, usey dharti par rahne wale kisi insaan se pyay ho jaata h, hwa usey bahut samjhati h par vo uski nhi sunta, or ek jagh khade hokar apne pritam par chav kar usey dhoop se bchata h, us par suraj ki kirne padti h vah pighal jata h or baarish ban kar apne pyaar se mil jata h, mit jata h....