Zindagi ki bhaag daud mein Ab dil ko sukoon o karar nahi aata Diwali ab kharcho wali hoti hai Ab woh patakhon wala tyohar nahi aata Barish bhi roti hai ke Ab kagaj ki kashti ka woh sawar nahi aata Badh gya hai zindagi ka bojh itna Ab woh chhuti wala itwaar nahi aata #bachpan_ka_tyohar #woh_bachpan_wala_itwar #nojotohindi