Saawan mann ko bada tarsata hai Patangon jaisi kitni hi armaan jagata hai Umad aati hai na jane kaisi ummeede Har baad ko paar kar jane ki chahat lata hai ©Kumar Vimal #Saawan #Mann #Tarsata #Patangon #armaan #Umad #ummeed #Chahat #kumarvimal #baarish