#merishayrii #shayrikakhajana Main bhi padhne jata toh kitna achha hota… Kuch ban kar main bhi dikhata to kitna achha hota Agar gareebi naa hoti itni humare desh mein… Mujh jaisa har bacha bhar pet khana khata to kitna achha hota…