Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ban chala woh jaane kab aur kaise mera rehnuma, Ba

Ban chala woh jaane kab aur kaise mera rehnuma,
Badli mausam ki fitrate, badli guzarti har hawaa,
Unki khamoshi, lafzo se zyada khaas thi, rakhti thi woh khuda ko waha pe, mukummal hoti thi kuch aise unki har duaa,
Woh sirf jeeti nahi, apna bana leti thi har lamhe ko, kuch aisi thi unki adaa, aur issi pe the hum fidaa, 
Mere har pal ko unhone he saansei di thi, 
Isliye aajtak sab yaad hai, aur har yaad hai badi khush-numa..❤️ Nayi shayari, purani yaad ❤️

Nayi shayari, purani yaad ❤️