Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kabhi lehro ko dekha hain humesha uthti ur girti r

Kabhi lehro ko dekha hain
humesha uthti ur girti rehti hain...
kitne utar aur chadhav se guzarti 
hain...
lekin kabhi thakti aur rukti nahi
hain..
humeaha har roz ek naye umid 
k saath firse apne chadhav ko 
has kar paar karjati hain...
thik usi prakar jiwan mein 
bahut se utar ayr chadhav aate 
aate hain,muskile aati hain...
har roz ek naya chadhan hota hain
girte bhi hain...
umid khokar thak kar baith jate hain
ye sochkar k aage hum kuch nahi
karsakte ...
lekin shayad aap yeh bhil jaate hain
ki yahi sab karan se aap aage jakar
isey bhi badi muskilon
ka samna karne ka sahas 
bhi juuta pate hain..
girne aur ghabrane se shamasayon
ka shamadhan nahi
balki ek nayi shamasya aap khud khada kardete hain.
isliye kehte hain k kosis karne walo
ki kabhi haar nahi hoti...
lehro se daar kar nauka paar nahi hoti..

©secret admire #never_loose_hope
Kabhi lehro ko dekha hain
humesha uthti ur girti rehti hain...
kitne utar aur chadhav se guzarti 
hain...
lekin kabhi thakti aur rukti nahi
hain..
humeaha har roz ek naye umid 
k saath firse apne chadhav ko 
has kar paar karjati hain...
thik usi prakar jiwan mein 
bahut se utar ayr chadhav aate 
aate hain,muskile aati hain...
har roz ek naya chadhan hota hain
girte bhi hain...
umid khokar thak kar baith jate hain
ye sochkar k aage hum kuch nahi
karsakte ...
lekin shayad aap yeh bhil jaate hain
ki yahi sab karan se aap aage jakar
isey bhi badi muskilon
ka samna karne ka sahas 
bhi juuta pate hain..
girne aur ghabrane se shamasayon
ka shamadhan nahi
balki ek nayi shamasya aap khud khada kardete hain.
isliye kehte hain k kosis karne walo
ki kabhi haar nahi hoti...
lehro se daar kar nauka paar nahi hoti..

©secret admire #never_loose_hope