Mehfil Chalo yaro sajaty hain ik mehfil Jis main tazkra karain uska Jisny hamin chora nahi tora hay Jisny hamain chaha nahi Jisny hamin rulaya boht hay Us yar ka kirdar ka tazkara karain Chalo yaro sajaty hain ik mehfil Jisny be wafai ki hadain par kar di Hamain chorny ki wajeh hazar kar di Suna hay nai mohabbat tayyar kar di Uski bewafai ki dastan ka tazkara karain Chalo yaro sajaty hain ik mehfil 2nd