rafta-rafta sanse meri thamti ja rahi hai waqt ki nazaqat ko samjho surkh rango ki nadiya hotho se aa rahi hai maut aj mujhpe muskura rahi hai lagta hai badduwao ka daur abhi baki hai sine ki dhadkane ab rukti ja rahi hai waqt akhri hai koi 2 ghut sharbat ka pila do suna hai zalim maut badi kadwi hai lagta hai khun se humne wafa nahi nibhaya ab to wo bhi barish ki trah hotho se aa rahi hai ye maut hai janab jo humse wafa nibha rahi hai mujhe aj apne agosh me bula rahi hai aj maut ki ahat mujhe sata rahi hai ©bratty about to die