Karzdaar banakar tum chal diye Begana banakar tum chal diye Malal tumhara mitay na mitay Khwaish me ab tum hamesha basey Ranjish si ho gayi hai tumse Tum kyu tanha kar chal diye Karzdar banakar tum chal diye ©Kumar Vimal #Karzdaar #Begana #Chal #malal #khwahish #Ranjish #tanha #Mitay #kumarvimal #BlackSmoke