Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maan Lete He Ke Chunotiyo Se Aagey Daudna Nahi Hai

Maan Lete He Ke Chunotiyo Se Aagey Daudna Nahi Hai,
Kyu Hum Ye Sab Soch Lete He Ke Safar Pura Hua Ab Lautna Sahi Hai,
Me Nahi Kehta Ke Sabko Jaake Apne Kissey Sunaao Aap
Lekin Waqt Karwat Bhi To Leta Hai, Waqt Ko Aazmaaye Aap,  
Mushkil He Lekin Maan Agar Ye Mashwara Lenge. 
Mumkin Hai Saalo Baad Apne Aajki Takleef Pe Hi Muskura Denge,
In Baato Ko Samajhna Mere Liye Mushkil Par Zaruri Tha, 
Yakin Maaniye, Saalo Pehle Me Apne Uss Fesle Se Kuchh Duri Par Tha, 
Ye Bhi Ho Sakta Tha Ke Meri Likhi Baatein Aap Kabhi Sun Nahi Paatey
Meri Kahaniyo Ko Log Kabhi Pasand Nahi Kar Paatey
Itna Sab Kehne Ke Pichhey, Maksad Saara Yahi Tha, 
Ke Kal Ko Jab Aane Waali Nasl Aapke Kissey Sunaaye, 
Tab Koi Shayar Yaa Kavi Nahi, Aap Khud Bataaye, 
Ke Me Jeeta To Tha, Aur Haara Nahi Tha

©Praveen Storyteller
  Maan Lete He Ke Chunotiyo Se Aagey Daudna Nahi Hai,
Kyu Hum Ye Sab Soch Lete He Ke Safar Pura Hua Ab Lautna Sahi Hai,
Me Nahi Kehta Ke Sabko Jaake Apne Kissey Sunaao Aap
Lekin Waqt Karwat Bhi To Leta Hai, Waqt Ko Aazmaaye Aap,  
Mushkil He Lekin Maan Agar Ye Mashwara Lenge. 
Mumkin Hai Saalo Baad Apne Aajki Takleef Pe Hi Muskura Denge,
In Baato Ko Samajhna Mere Liye Mushkil Par Zaruri Tha, 
Yakin Maaniye, Saalo Pehle Me Apne Uss Fesle Se Kuchh Duri Par Tha,

Maan Lete He Ke Chunotiyo Se Aagey Daudna Nahi Hai, Kyu Hum Ye Sab Soch Lete He Ke Safar Pura Hua Ab Lautna Sahi Hai, Me Nahi Kehta Ke Sabko Jaake Apne Kissey Sunaao Aap Lekin Waqt Karwat Bhi To Leta Hai, Waqt Ko Aazmaaye Aap, Mushkil He Lekin Maan Agar Ye Mashwara Lenge. Mumkin Hai Saalo Baad Apne Aajki Takleef Pe Hi Muskura Denge, In Baato Ko Samajhna Mere Liye Mushkil Par Zaruri Tha, Yakin Maaniye, Saalo Pehle Me Apne Uss Fesle Se Kuchh Duri Par Tha, #विचार #poetrymonth

1,784 Views