Nojoto: Largest Storytelling Platform

us nanhi si bacchi ki sabar to dekho eid pe baap s

us nanhi si bacchi ki sabar to dekho
eid pe baap se milne qabristaan jati h
us maa ka sahara karde mere khudaya
un 3 bin baap ke baccho ko dekh meri jaan jati h

©Maryam Rashid 2saal ki masoom bacchi baap ki rahmat se door .karam maula

#ramadan