Nojoto: Largest Storytelling Platform

red light suni hai maine uss tabayaf ki kahaani

red light

suni hai maine uss tabayaf 
ki kahaani kisi aur ki zubaani
dekha hai maine use har raat rote hue
unhi panno mein jaha chuppi hai uski kahaani
padha hai jalil duniya ka sach 
jo labho par himmat nhi hai btani

aur wo dard guzra hai 
har raat uss tabayaf par 
jo lagi hai  mardo ki 
pyaas bhujani

aur ajeeb hai samaaj 
mein badnaam hai wahi tabayaf
jisne mardo ki hawas puri kar
kisi ke ghar ki izzat bacha li 
khud ko badnaam kar
mardo ki mardangi sabit
aur samaj ke unhi ache logo ki
badnami bacha li


pooja #redlight 

#tabayaf #Women #Aurat #girls #mard #Society  #Human #true #Soch
red light

suni hai maine uss tabayaf 
ki kahaani kisi aur ki zubaani
dekha hai maine use har raat rote hue
unhi panno mein jaha chuppi hai uski kahaani
padha hai jalil duniya ka sach 
jo labho par himmat nhi hai btani

aur wo dard guzra hai 
har raat uss tabayaf par 
jo lagi hai  mardo ki 
pyaas bhujani

aur ajeeb hai samaaj 
mein badnaam hai wahi tabayaf
jisne mardo ki hawas puri kar
kisi ke ghar ki izzat bacha li 
khud ko badnaam kar
mardo ki mardangi sabit
aur samaj ke unhi ache logo ki
badnami bacha li


pooja #redlight 

#tabayaf #Women #Aurat #girls #mard #Society  #Human #true #Soch
poojagupta1043

pooja gupta

New Creator