Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mann ka kona kona sisak raha tha dil chupke se ro

Mann ka kona kona sisak raha tha 
dil chupke se ro raha tha
siskiyo k saath khud ko samjhaya tha
baakhubhi se har rasmo ko nibhaya tha
pehli baar apna haath uske haath me thamaya tha
jab maa papa ne kanyadaan ki rasam ko nibhaya tha
maa ko dkh ankho me ansu ae the
papa ko dekh ansuo ko chipaya tha
#kaju #rasmein
Mann ka kona kona sisak raha tha 
dil chupke se ro raha tha
siskiyo k saath khud ko samjhaya tha
baakhubhi se har rasmo ko nibhaya tha
pehli baar apna haath uske haath me thamaya tha
jab maa papa ne kanyadaan ki rasam ko nibhaya tha
maa ko dkh ankho me ansu ae the
papa ko dekh ansuo ko chipaya tha
#kaju #rasmein