Nojoto: Largest Storytelling Platform

Pahle sochta tha mai pyaar kaise hota hai agar h

Pahle sochta tha mai 
pyaar kaise hota hai 
agar hota hai to
ijhaar kaise hota hai 
ijhaar hota hai to 
dil me darar kaise hota hai 
darar hota hai to
aashiq puri rat kyu rota hai 


ab sab ye swal ka jwab
mai khud hoo
har bar giri aansu ka 
hisaab mai khud hoo
khud hoo hathiyaar 
jisne pyaar ki dalii ko kata tha
mai hi hoo wo 
jisne tujhe 
tere maa baap se door bata tha sorrry for everything
Pahle sochta tha mai 
pyaar kaise hota hai 
agar hota hai to
ijhaar kaise hota hai 
ijhaar hota hai to 
dil me darar kaise hota hai 
darar hota hai to
aashiq puri rat kyu rota hai 


ab sab ye swal ka jwab
mai khud hoo
har bar giri aansu ka 
hisaab mai khud hoo
khud hoo hathiyaar 
jisne pyaar ki dalii ko kata tha
mai hi hoo wo 
jisne tujhe 
tere maa baap se door bata tha sorrry for everything
aady2928495689354

aady

New Creator