Nojoto: Largest Storytelling Platform

abhi to ek mulakat bakaya hai tumhari baato mai us

abhi to ek mulakat bakaya hai
tumhari baato mai uska dub jaana ho gaya 
tumhari hthkheliyo Mai uska kho jana ho gaya
wo nikli thi dudne kuch bahut pyara sa es jag mai 
or tumhara us se mil jaana ho gaya
par abhi to uska tumhari nazro mai aana bakaya hai
abhi to ek mulakat bakaya hai

tumhare gusse mai apne pyaar ko dhikhana ho gaya
uske zakhmo par tumhara marham lagana ho gaya
jo hamesha apne hi khyalo mai rahti thi
uske khyalo mai tumhara aana ho gaya
par abhi to ek duje ke sath hatho mai hath chalana bakaya hai
abhi to ek mulakat bakaya hai

to be continued...... 

#alfaazou mai muskan #bakaya