Ye haadsa bhi bada rangeen tha.. Jo khushiyo ki wajah bani thi... Vo hi meri khushiyan chura le jati hai... Kambhakt us begairat ko itna bhi taras na aya... Chori kari bhi to us fakeer ke ghar jisne bas abhi to thodi muhabbat dekhi thi...bas abhi to chand lamhe jode the... #rangeen #haadsa #nojoto #shayari #muhabbat