chishti ne jis zameen mein paigham-e-haq sunaya nanak ne jis chaman mein wahdat ka geet gaya tatariyon ne jis ko apna watan banaya jis ne hijaziyon se dasht-e-arab chhuDaya mera watan wahi hai, mera watan wahi hai #gif Happy independent day #independentday #india #nojoto