White Khatam kardo saari purani baatein Chalo phir se shuru karte hai. Tu dil rakh mai jazbaat rakhta hu Chal phir se mohabbat karte hai.. ©Shadaab Ali #Sad_Status.. udaasi ke baad ki line wo bhi khud ki. kabhi kuch achha likhne ke baad lagta hai. hum bhi shayar ho gaye kya🤣