Safar (Part-1) Ab likhe bhi toh kya Ab jindagi us Mukam pe hai ki galtiyan kre bhi toh kya chlo ek kissa likhte hai jo baya na kiya woh hissa likhte hai Toh woh safar krne ka shauk nhi pr ghumna pasand nhi, pr shadi dost ki toh jane ke liye mana krne ki gunjaish bhi nhi Pr ab packing krte waqt der lagegi nhi aisa toh hoga hi nhi