Chalo re collab karo😆 Aa gya ek aur new meme!😆😆 Kabhi kabhi aisa hota hai ki koi insaan bahut bhala lagta hai aur upar se itni pyari baat bolta hai ki hum kah uthte hain ki : ek hi dil hai, kitni baar jitoGe?😍😆 To #collab me wahi pyari baat likhni hai. To kariye collab dekhte hain koun kitna creative meme bana sakta hai😍😆