Nojoto: Largest Storytelling Platform

khubasurati kya hoti khubasurati vo jo hum baahar

khubasurati kya hoti khubasurati vo jo hum baahar se dekhte hai yaa,  jo hamare under hota hai ab kuch log kahenge jo bahaar se dikhata hai vo hai khubasurati, par mai khaunga ki jo man se saccha vo tan se accha vahi khubasurati hai vahi pyaar hai, to chahare se kisi ke pyaar mat karna uske man ko dekho man saaf to hajaar galtiya maaf...... ✨💫😇❤

©Ankit Maurya
  #khubsurati #galtiyan #Nojoto ✨💫😇❤ gauri narendra bhakuni black heart Harish Pandey Akshita Maurya