Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kuch lekh main likhungi , kuch lekh tum likh jana.

Kuch lekh main likhungi , kuch lekh tum likh jana.. 
Hr nirbhaya case k baad yahi toh krta hai zamana.. 
Uske baad toh mr jaati hai.. ya agr ji jaye toh doshi ki tarh jivan bhr duniya rulati hai..

Aurat keval ek vastu hai... 
Uska keval bhog kro..  yahi toh ye purush pramukh duniya beto ko sikhati hai..

Pr koi uskr mn ko nhi padh paaya hai..
Ki sbke liye pyar sirf uske mn mein samaya hai..

Aaj kl ka naya trend hai..
Yaha kuch bhi nhi ban hai..

Bs usko chup rhna, dheere bolna , quki wo ek ladki hai..
ZAmana sikhata hai..
Yahi kadwa sach hai
Hr pl batata hai.

Koi pyar k naam pr pyar se looti jaati hai....

Or jo naa mane uski toh jubaan hi kaati jati hai..

Sach hai... 
Kalam mein sacchi koi takat nhi... 
Jb mn ko padhna hi nhi aata unko..

Aatmraksha k liye khud hi jaagna hoga tujhko... 

Uth ja ab shastra utha..
Zuban se pyar nhi goliyan barsa.... 

Raadha si Komal nhi 
Tu durga bn ja..

Khud k liye ye naari please ab khud jg ja...

~ kirti

©Kirti Pandey #save yourself
#stand
#uhavetoprotect

#Stoprape

kirtipandey6353

Kirti Pandey

Silver Star
Growing Creator