Jaa maf kiya maine tujhko kyu ishq ko badnaam karu dard diye Jo tune mujhko na unka Kuch hisab karu bewafai ke kisso ka tera kyu main ab izhar karu jab tu jaa chuki hai chod kar to dil kyu pareshain karu teri itni akud nhii ki tera ab main naam bhi lu pyar kiya tha maine jo tujhse ja usse tujhe azad karu - 'The overthinker' stay away