Nojoto: Largest Storytelling Platform

Na manjil ka thikaana h, Na koi aashiyana h Thahar

Na manjil ka thikaana h,
Na koi aashiyana h
Thaharna hai kahan tujhko
Waqt ka wo fasaana h

Na jaane tu kaha ye dil 
Tera le ja raha tujhko
Sun dil to ye deewana h 
Par manjil tak tujhe jaana h

Sochna Kyu tu chalta rah
Mauj me bah ke jaana h
Thaharna mat tu chalta ja
Afsaana alag banaana h

Ruk gaya Jo tu pachhtayega
Jo chahat hai na paayega
Tu thaan le ab es mushkil se 
Mujhe paar nikal ke jaana h

Safar me hi Teri manjil
Safar se hi Teri manjil
Safar se hi to raahi ka
Ye ek rishta purana h #NojotoQuote #musafir#manjil#safar#motivation#passion
Na manjil ka thikaana h,
Na koi aashiyana h
Thaharna hai kahan tujhko
Waqt ka wo fasaana h

Na jaane tu kaha ye dil 
Tera le ja raha tujhko
Sun dil to ye deewana h 
Par manjil tak tujhe jaana h

Sochna Kyu tu chalta rah
Mauj me bah ke jaana h
Thaharna mat tu chalta ja
Afsaana alag banaana h

Ruk gaya Jo tu pachhtayega
Jo chahat hai na paayega
Tu thaan le ab es mushkil se 
Mujhe paar nikal ke jaana h

Safar me hi Teri manjil
Safar se hi Teri manjil
Safar se hi to raahi ka
Ye ek rishta purana h #NojotoQuote #musafir#manjil#safar#motivation#passion