Nojoto: Largest Storytelling Platform

main tumhen dekh Raha tha to meri najar tumhare ba

main tumhen dekh Raha tha to meri najar tumhare balon per padi jis per bahut 
Sundar gulab laga hua  tha.....
Mera man Bechain hua aur Dhyan se dekhne Laga....
ek bar Dil ne kaha ki use gulab ko Apne hath se laga ke dekhu.....
per dar tha kahin tumhare balon mein se 
gulab ko nikalu to Tum naraj to na ho jao
Mera Dhyan ab v gulab per hi tha....
main use hi ghur raha tha.....
ab kya hi batau Afsana gulab ka.......

©yogita purohit
  #afsana gulab ka

#Afsana gulab ka #लव

277 Views