Yarana woh nazrana hai jo kismat se miley Dosti woh khazana hai jo zindagi abad kare Saath kab tak rahe yeh zarurat nahi Jab bhi pukare woh dastak har dam de Sache yaaron se zyada khush kismat koi na rahe Un palo ki sadagi me hi yeh duniya sundar lagey Yarana woh nazrana hai jo kismat se miley ©Kumar Vimal #yarana #Nazrana #Dosti #khazana #dastak #yaaron #kismat #sadagi #kumarvimal #Friendship