Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yarana woh nazrana hai jo kismat se miley Dosti wo

Yarana woh nazrana hai jo kismat se miley
Dosti woh khazana hai jo zindagi abad kare
Saath kab tak rahe yeh zarurat nahi
Jab bhi pukare woh dastak har dam de
Sache yaaron se zyada khush kismat koi na rahe
Un palo ki sadagi me hi yeh duniya sundar lagey

©Kumar Vimal #yarana #Nazrana #Dosti #khazana #dastak #yaaron #kismat #sadagi #kumarvimal 

#Friendship

kumarvimal2399

Kumar Vimal

New Creator
streak icon40