बचपन और नानी का घर IG| Zindagi_ki.dastaan_ "NANI" Ye wahi ghar hai,, Jahan Jannat-e-sukoon tha.... Ye wahi ghar hai,, Jahan mera bachpan bita tha.... Ye wahi ghar hai,, Jahan meri har galti pe parda dya jata tha,, Ye wahi ghar hai,, Jahan nani ka pyar milta tha... Ye wahi ghar hai,, Jahan sirf ab nani ki yadein hai... @Ashrafa_ashu GRANNY DAY ❤️ I miss you nani 🤶 #grandmother #grandmaa #mywords #myfeelings #nojato #grandmaday #naniday #Nanikaghar