Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tu chalne ke waqt na ghabraya kar tu har safar ki

Tu chalne ke waqt na ghabraya kar
tu har safar ki darmiyan khud do ko sambhala kar

Na tu umeed kar manzil ki..

tu safar ki har mod main mushkuraya kar
tu har chaurahi pe dat ke chal aur faisla tay kar

tu safar karne aya hai tu safar ke maje liya kar
Har safar main tu khud do nihara kar

Manzil se pehle fateh kar le tu apni 
Safar khatam hote hain kahan..
Har rahi ki taqdeer main manzil kahan hoti hai..

Insta - the_a1_profile_booyah

©Akash
  #motivation #safar #rahi #manzil #Fateh