Chand alfaazon ko saf me khada kar leta hun Tuta futa sa kuch thoda sa bas likh leta hun Shayaron ki to boht gehri hua karti hai har baat Me to bas uthle samandar me ter leta hun - faizan Saf - line, kataar