Maan karta h udne ka maan to assma ka divana h per hakikat to yah h janab ki logo ke bare mein soch kar maan ko marte jana h ki phanko ki kismat bhi dekho na ki sath to maan ka nibhana h per dayere h uske bhi vafa dimag se bhi to nibhana h ..... maan karta h udne ka........ ©Srishti Rana #Life_experience #liveyourlife #liveyourdreams #Motivation #manjiltomilhijaegi