The story is Ab samajh nahin aata zindagi mein mere kya chal raha hai Na jaane kyun hamesha se sulghe rehne wala door hi ulajh raha hai Honth khamosh hain dimaag kisi rah pe chal pada hai Udaas hain nahin lekin muskan ka bhi thikana nahin Ye sab aur bhi mughe ulajha raha hai Ab samajh nahin aata zindagi mein mere kya chal raha hai suljhi duniya meri ulajh si ho gayi