Terrorism Maatam manaya hai apne bndo ko ldta dekhkr Roya hai khuda bhi apne naam pe hue dngo ko dekh kr Barse hai aansu aasman se khoon ka katra dekh kr Roya hai khuda bhi bastiyon ko jlta dekh kr Dehela hai dil betiyo ko lut ta dekh kr Roya hai khuda bhi apne bacho ko mrta dekh kr -lafzo_ki_karigari #terrorism #peace #humanity