दरवाज़ा Har koe karta hai koshish aagai badnai kai liyai... Achai Karam krkai jo mehant sai lad jaiga.. yakeen kro vo hi apnai nasseb sai aagai badh jaiga kismat ka darvaja khud hi khul jaiga... jis din insaan burai Karam Karna bhul jaiga... main Nhi kar sakta apnai Ander lagai darr kai bhram kai darvajai ko thod do.. or khul jayaiga kismat ka darvaja bus Nyi umeed sai ek baar musibaton pr Hallaaaa Bol do ©Anil Sharma kismat ka darvaja #WForWriters